Besan Ki Barfi Banane Ka Tarika | Besan Ki Barfi Kese Banaye
Vese To Bhut Si Mithaiya Logo Ko Pasand Ati Hai Lekin Besan Ki Barfi Sabhi Ki Favourite Hoti Hai. Iska Taste Ek Baar Lene Ke Baad Bar Bar Khane Ko Dil Karta Hai. Aaj Ham Apko Btayege Kse Ap Tasty Or Easy Tarike Se Besan Ki Barfi Apne Ghar Par Bana Sakte Hai.
Important Points
Kitne Logo Ke Liye - 8
Tyari Ka Samay - 10 Mint
Pakane Ka Samay - 30 Mint
Deficulty - Easy
Besan Barfi Ke Liye Ingredients
• 250 Gram Besan
• 250 Gram Chini
• 200 Gram Desi Ghee
• 2 Bade Chammach Duddh
• 2 Bade Chammach Kaju ( Bariik Kate )
• 2 Bade Chammach Badam ( Bariik Kate )
• Pista 1 Bada Chammach
• Choti Elaichi 5 Pisi Hui
Besan Ki Barfi Kese Banaye In Hindi
Besan Ki Barfi Banane Ke Liye Sabse Pehle Besan Dudh Or 2 Bade Chammach Ghee Dal Kar Sabhi Chiizo Ko Ache Se Mila Le.
Ab Kadai Me Desi Ghee Dal Kar Garam Kare. Ghee Jab Garm Ho Jaye To Usme Besan Dal Ke Hilate Rhe Jab Tak Besan Bhunn Na Jaye.
Besan Ko Ek Plate Me Nikaal Kar Rakh De. Ab Bartan Me Shakkar Ke Adha Cup Pani Dale Or Hilate Rhe. Jab Chasni Ache Se Ban Jaye Tab Isme Besan Dale Or Chalate Rhe.
Besan Me Ab Ap Elaichi Powder, Badam Or Kaju Bhi Dale. Jab Besan Ka Mishran Jamne Jsa Ho Jaye To Use Gas Se Utaar De.
Ab Besan Ki Tukdi Banane Ki Bari Hai . To Ab Ek Thali Me Ghee Lagaye Or Usme Besan Dal Ke Ache Se Faila De.
Ab Ek Chaku Se Besan Ko Barfi Ka Aakar De Or Uske Upar Se Pista Dal Kar 2 Ghante Ke Liye Rakh De.
Lijiye Besan Ki Barfi Tyar Hai Ab Ap Isko Kisi Aur Tight Bartan Me Rakh Le Or Roj Anand Leke Khaye.
Peoples Monthly Searches About This Topic
• Besan Ki Barfi
• Besan Ki Barfi Kaise Banate Hain
• Besan Ki Barfi Recipe
• Besan Ki Barfi Recipe In Hindi
• Besan Ki Barfi Price
• Besan Ki Barfi Calories
• Besan Ki Barfi Without Chasni
• Besan Ki Barfi Khane Ke Fayde
• Besan Ki Barfi By Nisha Madhulika
• Besan Ki Barfi Halwai Style
• Besan Ki Barfi Kaise Banaen