Rasgulla Recipe In Hindi | Rasgulla Kese Banaye
Vse To Bhut Si Mithaiya Hai Jo Ke Swadisht Or Lajjiz Hoti Hai Lekin Rasgulla Ek Esi Recipe Hai Jisko Dekh Kar Sbhi Ka Mann Lalcha Jata Hai. Vse To Ye Bangali Recipe Hai Lekin Pure Desh Me Log Ise Bhut Maje Se Khate Hai. Ap Rasgulla Ko Party Me Bhi Use Kar Skte Hai Sabko Pasand Ayega. Aaj Ham Apko Btayege Kese Ap Swadisht Rasgulle Bana Sakte Hai Vo Bhi Ghar Par Aasani Se.
Ise Banane Me Thoda Time To Lgega Lekin Maja Pura Ayega. Vo Kehte Hai Na Sabr Ka Fall Mitha Hota Hai. To Chalo Dekhte Hai Ke Ise Banane Me Kya Kya Samgree Lagegi Or Kse Banaya Jayega.
Samgree ( Spanj Rasgulle Kese Banaye )
• 1 Liter Dudh
• 4 Chammach Vinegar
• 200 Gram Chini
• 2 Chammach Maida
• 2-3 Choti Ilaichi
Rasgulla Banane Ki Vidhi
1) Sabse Pehle Dudh Ko Ubalne Ke Liye Rakh De. Or Ubal Jane Ke Baad Gas Band Karde.
2) Or Use 2 Minute Ke Liye Chor De.
3)Dudh Ko Chaan Le. Fir Usko Thande Pani Se Dho Le Taki Vinegar Ka Asar Nikal Jaye.
4) Fir Halke Hath Se Daba Ke Pani Nikaal De.
5) Fir Use 2-3 Ghante Ke Liye Taang De.
6) Fir Gas Pe Pan Rakhe Or Usme 4 Cup Chini Or 4 Cup Pani Dal Ke Chalate Rahe.
7) Fate Hue Dudh Ko Ek Plate Me Dal Me Guthe Or Thoda Maida Dal Ke Or Guthe.
8) Ab Usko Rasgulle Ka Aakar De
9) Gas Thoda Tej Kar De Or Chasni Me Rasgulle Dal Ke Pakaye
10) Ab Gas Band Kar De Or Thanda Hone Ke Liye Chor De.
11) Fir Rasgulla Ek Katore Me Nikaal Le Or 2-3 Ghante Tak Thanda Hone Ke Liye Chor De.
Apke Rasgulle Tyaar Hai Ap Anand Le Sakte Hai.
Keywords:-
Bengali Rasgulla Recipe
Bengali Rasgulla Recipe In Hindi
Chhena Rasgulla Recipe
Chenna Rasgulla Recipe In Hindi
Chenna Rasgulla Recipe
Bengali Rasgulla Recipe In Urdu
Bengali Rasgulla Recipe Nisha Madhulika
Bengali Rasgulla Recipe By Sanjeev Kapoor
Rasgulla Recipe Video Bengali
Bengali Rasgulla Near Me
Bangali Rasgulla Recipe